Aaj phir

Aaj phir tumahari yaad aaye
yaad aaye tumahare chahre ki vo ruswaee
jane kab tak tumhe izzazat dega tumahara gurur
jane mene kaise ye kismat payee

dur jata hu tumse 
jab phirta hu dar badar
phir jab sham ko aata hu ghar 
jane kyu chubhti h ye tanhai
phir tumhari yaad aaye

kehhta hu khudse ki kya hua tha esa 
mere mohhbat se kya jayada maeene rakhta tha paisa
phir thak kar jab sham ko ghar gaya to socha ki
kam se kam khuda to kare mere sunwai 
phir tumahari yaad aaye

kab se behhtha hu 
intzar h bas qayamat ka 
agar wo dua se nawaze 
to puri qaeenat ne h mohhbat paye 
ye sab sochte sochte phir kammbakhat tumahari yaad aaye

kehhte h ki agat mohhbat sachhi ho 
to puri qainat milane me lag jati h
yaha to hal esa h k 
mere mohhbat ka pata kya chala 
k mujhe badnam karne me lag jati h 
mot mang raha hu tujhse 
agar tera wajud h 

ya phir mujhe is moohbat ki ki manjil tak le ja 
phir uske khabar aaye ki ho jayee uski vidai
ab tu h ya nahi h koi pharrk nahi padta 
bas gurur h to is bat ka k kam ses kam mene sacchi mohhbat to paye 
phir tumahare yaad aaye 

No comments:

Post a Comment

Ham To

Humein Surat Se Kya Matlab Hum Seerat Pey Martey Hain…. Usey Kehna Tumhara Husn Jab Dhal Jaye To Loat Aana….!!!